Add

Jaavedaan Hai [1920 EVIL RETURNS]

Ho ho ho o o o wo...
Wo oo wo wo..
Ho ho ho o o o wo...
Wo oo wo wo..

Karta hoon tujh main din guzar mein
Karta hoon tujh main shab basar
Karta hoon tujh main hi sehar mein
Jeeta hoon tujh ko dekh kar
Dil tere bin thehraa sa hai
Tu dhadkano ka hai safar
Kaanton bhara har raasta
Phoolon ki hai tu rehguzar

Jaavedaan hai ishq tujhsey jaavedaan hai
Jaan-o-dil key darmiyaan hai, darmiyaan tu haan
Jaavedaan hai ishq tujhsey jaavedaan hai
Tujh mein hi dil ud raha hai aasmaan tu haan

Ho ho ho o o o wo...
Wo oo wo wo..
Ho ho ho o o o wo...
Wo oo wo wo..

Saath tera jab sey hai mujhko mila
Waqt ki shaakhon pey hai har pal khila
Zindagi sey ab nahi koi gila
Jitna hai tu utna hoon mein
Naa kuch zyada naa hoon kam
Tujhsey shuru hota hoon mein
Hota hoon tujhpey hi khatam
lyricsyou.blogspot.com
Jaavedaan hai ishq tujhsey jaavedaan hai
Jaan-o-dil ke darmiyaan hai, darmiyaan tu haan
Jaavedaan hai ishq tujhsey jaavedaan hai
Tujh main hi dil ud raha hai aasmaan tu haan

Maine tujhko is tarah sey hai jiya
Aandhiyon main jaise jalta hai diya
Ishq sey har fasle ko tey kiya
Jo the juda humsey khafa lamhe wo saare kat gaye
Tum mil gaye banke subah jo the andhere hat gaye

Jaavedaan hai ishq tujhsey jaavedaan hai
Jaan-o-dil ke darmiyaan hai, darmiyaan tu haan
Jaavedaan hai ishq tujhsey jaavedaan hai
Tujh main hi dil ud raha hai aasmaan tu haan