- Mehdi Hassan
- Genres : Classical music, Ghazal, Playback singing
- Occupations : Singer, Composer
- Late : 1927 - 2012
- Download Mp3
Aaj Tak Yaad Hai Woh Pyar Lyrics
Hmmmmmmm Oh Hmmmmmmmm
Hooo Hmmmm Hooo Hmmmm
Ohhhhonnn Hmmmmmmmmmm
Aaj Tak Yaad Hai Woh Pyar Ka Manzar Mujh Ko

Jiss Ki Taswir Nigahoon Mein Liye Phirta Hoon

Chandni Raat Mein Anchal Ka Sahara Lay Kar
Har Kadam Par Rukay Rangeenn Ka Nazara Lay Kar
Shohh Nazroon Ko Jhukaye Meri Janib Anna
Khuf-e-roswai Say Uth Uth Kadam Ruk Jana
Roknain Deta Hai Kahan Shooq Mulaqat Magar

Sar Ko Gabhra Kar Woh Rakh Dena Meray Seenain Par
Aaj Tak Yaad Hai Woh Pyar Ka Manzar Mujh Ko
Husn Kay Kaafllay Sahil Pay Uttar Ayye Thay
Aik Hi Raat Mein Do Chand Nazar Ayye Thay
Ishq Ka Chahat Ka Girebaan Seeyei Betha Tha
Dil Ki Aghosh Mein Phir Loo Say Liye Bethay Tha
Woh Mera Mahjabeen Aur Meray Hath Mein Hath

Surkhian Chehroon Pay Thee Garmie-e-jazbat Kay Saath
Aaj Tak Yaad Hai Woh Pyar Ka Manzar Mujh Ko
Jiss Ki Taswir Nigahoon Mein Liye Phirta Hoon
Aaj Tak Yaad Hai Woh Pyar Ka Manzar Mujh Ko
Kya Zamana Tha Kay Jab Ishq Mein Sarshaar Thay Hum
Aik Pakeeza Mohabbat Kay Talabgaar Thay Hum
Kya Khabar Thee Kay Baharoon Mein Bicharr Jayain Gay
Aarzoonn Kay Nashemen Hi Ujaar Jayain Gay
Itna Poochoon Kahaain Mil Jayee Jo Woh Parda Nasheen

Mein Bhi Atta Hoon Tujhe Yaad Kabhi Kayy Nahi