Add

Ek Khalish Dil Ki Yeh Kya Se Kya Kar Gayi [Jagjit Singh]

  • Jagjit Singh
  • Genres : Classical Music, Ghazal, Playback singing
  • Occupations : Singer, Composer
  • Late : 1941 - 2011

Ek Khalish Dil Ki Yeh, Kya Se Kya Kar Gayi
ek khalish dil ki yeh, kya se kya kar gayi
khushiyon ki aankh mein, baarishein bhar gayi
log aapno se bhi bekhabar ho gaye,
khushbooyein chooni thi, shauk mein kho gaye
paake jugnu zaara roshni ke liye
dil tarasta hai aab zindagi ke liye

surkh phoolon ke joh narm saaye mile
aapno ki shakl mein joh paraye mile
inke peeche zaara soche ke bhagiye
kache rango ki hai titliyan dekhya
ek pal hi mila tha khushi ke liye,
dil tarasta hai aab zindagi ke liye

ek khawahish mein thi sakhron andhiyaan,
pal mein bikhre sabhi rishton ke aashiyan
pyaase lab ka yehi sab ko hasil mila
justju darya thi khushk sahil mila
kho ke nendein kisi ajnabe ke liya
dil tarasta hai aab zindagi ke liye