- Jagjit Singh
- Genres : Classical Music, Ghazal, Playback singing
- Occupations : Singer, Composer
- Late : 1941 - 2011
Koi Kesu Koi Aachal Hame Aawaz Na De
koi kesu koi aachal hame aawaz na deab kisi aakh ka kajal hame aawaz na de
hum hai khamosh to khamosh hi rehne do hame
koi aahat koi halchal hame aawaz na de
hum ne tanhai ko mehboob bana rakha hai
raakh ke dher men sholon ko daba rakha hai
phir pukara hai mohabat ne hamen kya kijye
di sada husn ki janat ne hame kya kijye
jis ke saye se bhi aksar hame dar lagta tha
choo liya phir usey hasrat ne hamen kya kijye
hamne jazbat sa daman ko bacha rakha hai
raakh ke dher men sholon ko daba rakha hai
raas ayena kabhi pyar ke halat hamen
dil ke is khel mein har bar hui mat hame
kya karenge kaha jayenge kidhar jayenge
de gayi jabbhi daga yeh mulakat hame
bas isi soch ne hame devana bana rakha hai
raakh ke dher men sholon ko daba rakha hai