- Jagjit Singh
- Genres : Classical Music, Ghazal, Playback singing
- Occupations : Singer, Composer
- Late : 1941 - 2011
Ek Pal Ghamon Ka Dariya, Ek Pal Khushi Ka Dariya,
ek pal ghamon ka dariya, ek pal khushi ka dariya,thamta nahi kahi bhi, yeh zindagi ka dariya,
ankhen thi woh kisi ki ya khawab ke zanjire,
awaz thi kisi ki ya ragini ka dariya,
is dil ki wadiyo main ab khak ud rahi hai,
behta yahi tha phele ek ashiki ka dariya,
kirno main hai ya lehre, ya lehro me hai kirne,
dariya ke chandni hai, yah chandni ka dariya