- Jagjit Singh
- Genres : Classical Music, Ghazal, Playback singing
- Occupations : Singer, Composer
- Late : 1941 - 2011
Ek Pyar Ka Naghama Hai, Maujon Ki Ravani Hai
ek pyar ka naghama hai, maujon ki ravani haizindagi aur kuchh bhi nahin, teri meri kahani hai
kuchh pakar khona hai, kuchh khokar pana hai
jeevan ka matalab to, ana aur jana hai
do pal ke jeevan se, ek umr churani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin, teri meri kahani hai
tu dhar hai nadiya ki, main tera kinara hoon
tu mera sahara hai, main tera sahara hoon
ankhon main samandar hai, ashaon ka pani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin, teri meri kahani hai