Add

aankh mein noor ki aur dil mein lahu ki surat [Jagjit Singh]




  • Artist : Jagjit Singh
  • Ghazal : aankh mein noor ki aur dil mein lahu ki surat
  • Singer : Jagjit Singh
  • Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
aankh mein noor ki aur dil mein lahu ki surat
aankh mein noor ki aur dil mein lahu ki surat
yaad ki tarha dharaktay huay dil ki surat

tum nhi aaye abhi phir bhi to tum aaye ho
raat k seenay mein mehtab k khanjar ki tarha
subh k haath mein khursheed k saagar ki tarha

tum nhi aao ge jab phir bhi to tum aao ge
zulf dar zulf bikhar jayega phir raat ka rang
shab-e-tanhayee mein bhi lutf-e-mulakat ka rang

aao aane ki baat karen keh tum aaye ho
ab tum aaye ho to konsi shay nazr karoun
keh meray paas siwaye mehr-o-wafa kuch bhi nhi
ek dil ek tamanna k siwaye kuch bhi nhi