- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Kyun Daren Zindagi Men Kia Hoga
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
Kyun Daren Zindagi Men Kia Hoga
kyun daren zindagi men kia hogakuch na hoga tu tajurba hoga
hasti aankho men jhank kar dekho
koi aansuu kahin chupa hoga
en dino na ummeed sa hun men
shayad us na bhi ye suna hoga
dekh kar sochta hun main
kia kisi ne tumhen chua hoga