- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Manzilen Kya Hai Rasta Kya Hai
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
Manzilen Kya Hai Rasta Kya Hai
manzilen kya hai rasta kya haihausla ho to fasla kya hai
vo saza de ke door ja baitha
kis se poochon meri khata kya hai
jab bhi chahega chin lega wo
sab usi ka hai aap ka kya hai
tum hamare qreeb baithe ho
ab dava kasi ab duaa kya hai
chandni aaj kis lie nam hai
chand kee aankh men chubha kya hai