- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
- lyrics by :Mirza Ghalib
Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota
na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hotaduboya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota
hua jab gam se yun behis to gham kia sar ke katane ka
na hota gar juda tan se to zannon par dhara hota
hui muddat ke 'ghalib' mar gaya par yad ata hai
wo har ek bat pe kehna ke yun hota to kya hota

