Add

Parakhna Mat Parakhne Mein Koi Apna Nahi Rehta [Jagjit Singh]




  • Artist : Jagjit Singh
  • Ghazal : Parakhna Mat Parakhne Mein Koi Apna Nahi Rehta
  • Singer : Jagjit Singh
  • Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
  • lyrics by :Bashir Badr
Parakhna Mat Parakhne Mein Koi Apna Nahi Rehta
parakhna mat parakhne mein koi apna nahi rehta
kisi bhi ayena men der tak chehra nahi rehta

bade logon se milne men hamesha fasla rakhna
jahan darya samandar se mila darya nahi rehta

tumhara shehr to bilkul naye andaz wala ha
hamare shehr mein bhi koi hamsa nahi rehta

mohabbat men ek khushboo ha hamesh saath chalti hai
koi insaan tanhai mein bhi tanha nahi rehta