- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Taskin-E-Dil-E-Mehzu Na Hui Wo Sai-E-Karam Farama Bhi Gaye
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
- lyrics by :Majaz Lucknawi
Taskin-E-Dil-E-Mehzu Na Hui Wo Sai-E-Karam Farama Bhi Gaye
taskin-e-dil-e-mehzu na hui wo sai-e-karam farama bhi gayeus sai-e-karam ko kya kahiye behla bhi gaye tadpa bhi gaye
hum arz-e-awfa bhi kar na sake kuch keh na sake kuch sun na sake
yahan hum ne zaban hi kholi thi wahan ankh jhuki sharma bhi gaye
is mehfil-e-kaif-o-masti men is anjuman-e-irafani men
sub jam-ba-kaf baithe hi rahe hum pi bhi gaye chalka bhi gaye