- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Tere Nisar Saqia Jitni Piyun Pilaye Ja
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
- lyrics by :Rustom Sehgal Wafa
Tere Nisar Saqia Jitni Piyun Pilaye Ja
tere nisar saqia jitni piyun pilaye jamast nazar ka wasta mast mujhe banaye ja
tujhko kisi se garz kya bijli kahin giraye ja
dil jale ya jigar jale tu yun hi muskuraye ja
samne mere a ke dekh rukh se naqab hata ke dekh
khilaman-e-dil hai muntazir barq-e-nazar giraye ja
'wafa'-e-badanasib ko bakhsha hai tune dard jo
hai koi is ki bhi dawa itna zara bataye ja