- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Teri Surat Jo Bhari Rehti Hai Aankhon Mein Sada
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
Teri Surat Jo Bhari Rehti Hai Aankhon Mein Sada
teri surat jo bhari rehti hai aankhon mein sadaAjanabi log bhi pehchane se lagate hai mujhe
Tere rishton mein toh duniya hi duniya hi piro li maine
Ek se ghar hai sabhi, ek se hai bashinde
Ajanabi shehar mein kuch ajanabi lagata hi nahi
Ek se dard hai sab ek se hi rishte hai
Umer ke khel mein ek tarfa hai ye rasakashi
ek sira mujhako diya hota toh kuch bat bhi thi
Mujhse tagada bhi or hai samane ata bhi nahi
Samane aye mere dekha mujhe bat bhi ki
Muskuraye bhi purane kisi rishte ke liye
Kal ka akhbar tha bus dekh liya rakh bhi diya
Wo mere sath hi tha dor tak magr ek din
Mud ke jo dekha toh woh or mere sath na tha
Jeb phat jaye tu kuch sikke bhi kho jate hai
Chaudhave chand ko phir aag lagi hai dekho
Phir bahot der talak aj ujala hoga
Rakh ho jayega jab phir se amawas hogi