Add

Tareef Us Khuda Ki [Jagjit Singh]




  • Artist : Jagjit Singh
  • Ghazal : Tareef Us Khuda Ki Jisne Jahan Banaya
  • Singer : Jagjit Singh, Chitra Singh
  • Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
Tareef Us Khuda Ki Jisne Jahan Banaya
tareef us khuda ki jisne jahan banaya
kasi zameen banayi kya aasaman banaya

mitti se bel boote kya kushnuma ugaaye
pehna ke sabz khillat unko jawaan banaaya

suraj se ham ne payi garmi bhi roshni bhi
kya khoob chashma tu ne ae meharban banaya

har cheez se hai us ki kaarigari tapakti
ye kaarkhana tu ne kab raigaan banaya