Add

Tu Nahi To Zindagi Mein [Chitra Singh]



  • Artist : Jagjit Singh
  • Ghazal : Tu Nahi To Zindagi Mein Aur Kya Rah Jayega
  • Singer : Chitra Singh
Tu Nahi To Zindagi Mein Aur Kya Rah Jayega
tu nahi to zindagi mein aur kya rah jayega
dur tak tanhaiyo ka silasila reh jayega

dard ki sari tahe aur sare guzare hadase
sab dhuan ho jayege ek vaqiya reh jayega

yu bhi hoga vo mujhe dil se bhula dega magar
ye bhi hoga khud usi mai ek khala rah jayega