Add

Ye Kiska Tassavvur Hai [Jagjit Singh]




  • Artist : Jagjit Singh
  • Ghazal : Ye Kiska Tassavvur Hai Ye Kiska Fasaana Hai
  • Singer : Jagjit Singh
  • Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
Ye Kiska Tassavvur Hai Ye Kiska Fasaana Hai
ye kiska tassavvur hai ye kiska fasaana hai
jo ashk hain aankhon mein tasbih ka daana hai

aankhon mein nameen si hai chup chup se wo bethe hain
nazuuk si nighahon mein naazuuk sa fasana hai

ye ishk naheen aasaan itna to samajh leeje
ek aag ka daryaa hai aur doob ke jaana hai

ya wo the khafa humse ya hum hain khafa unse
kal unka zamaanaa tha aaj apna zamaana hai