Add

Bollywood Movies

Latest Bollywood Songs

Singles

Latest Albums

Add

Ghazals Lyrics

KK
Showing posts with label KK. Show all posts

Yaara Re [Roy]

Yaara Re [Roy]


  • Roy
  • Cast : Ranbir Kapoor, Arjun Rampal and Jacqueline Fernandez
  • Year : 2015
  • Singer : KK
Yaara Re
ajnabi kahe ki apna kahe
ab kya kahein kya na kahein (x2)

ishare bhi chup hain
zubaan khamosh hai
sadaa gumsum si hai
tanha aagosh hai

yaara re, yaara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re (x2)

tu chhoot kar kyun chhoota nahi
kuch toh judaa hai abhi
main toot kar kyun toota nahi
jeene mein hai tu kahin

ishaare bhi chup hain
zubaan khamosh hai
sada gumsum si hai
tanha aagosh hai

yara re, yara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re (x2)

hai har ghadi woh tishnagi
jo ek pal bhi na bujhi
hai zindagi chalti hui
par ye zindagi hi nahi

ishare bhi chup hain
zubaan khamosh hai
sada gumsum si hai
tanha aagosh hai

yaara re, yaara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re (x2)

Read More »

World Dance Medley [Happy New Year]

World Dance Medley [Happy New Year]


  • Happy New Year
  • Cast : Shahrukh, Deepika Padukone, Abhishek Bachchan, Boman Irani, Sonu Sood & Vivaan Shah
  • Year : 2014
  • Singer : KK, Neeti, Vishal, Sukhwinder, SRK
World Dance Medley
manwa laage...
manwa laage, laage re saanware
laage re saanware
le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaaon re

manwa laage...
manwa laage, laage re saanware
laage re saanware
le khela mene jiya ka, jiya ka, jiya ka hai daav re

radhe radhe bolo.. bolo.. bolo!
radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki
radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki
radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki

satakli re satakli oh thodi satakli
badle jo kismat ke ye taare
satakli re satakli, sakal akal satakli
wah wah ji, wah wah ji, wah wah re (x2)

radhe radhe bolo jai kanhaiya lal ki (x4)

hum iss desh ke waasi hain
jahaan roz roz hi danga rehta hai
jahaan roz roz akhbaaron mein scamon ka panga rehta hai
jahaan aam aadmi sadko pe aadha sa nanga rehta hai
iss haal mein bhi iss daur mein bhi
har dil mein tiranga rehta hai

apni marzi ke hum khuda (indiawalon)
aati hai jeet ki sadaa (indiawalon)
yaaron se apna waasta
dushman ke chakke chhuda dein (indiawale)
dum hai toh koi rok le (indiawale)
sooraj se oonche hausle (indiawale)
saath milkar jo hum chale
kismat se kismat churaa le (indiawale)

duniya se humko kya le jaana
yaaron ke dil mein ho thikana
jo dil se yaar humein le pukaar
to jaan nisaar kar daale
kehte hain humko pyar se india waale
chhu lete dil ke taar se india waale
har jeet cheen le haar se indiawaale
dushman ke chakke chhuda de
ungli pe sabko nachaa dein
dushman ke chakke chhuda de hum indiaawale
(manwa laagyo re.. manwa laage re)

kehte hain humko pyar se india wale
chhu lete dil ke taar se india wale
(manwa laagyo re.. manwa laage re)

apni marzi ke hum khuda (indiawale)
aati hai jeet ki sadaa (indiawale)
yaaron se apna waasta
dushman ke chakke chhuda dein (indiawale)
dum hai toh koi rok le (indiawale)
sooraj se oonche hausle (indiawale)
saath milkar jo hum chale
kismat se kismat churaa le (indiawale)
Read More »

India Waale [Happy New Year]

India Waale [Happy New Year]


  • Happy New Year
  • Cast : Shahrukh, Deepika Padukone, Abhishek Bachchan, Boman Irani, Sonu Sood & Vivaan Shah
  • Year : 2014
  • Singer : KK, Vishal, Neeti, Shankar
India Waale
ho maane ya koi maane na
yahaan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai
aise hain chaahe waise hain
arey jo bhi hain jaise hain
khud pe humein naaz hai

jaane na humko ye zamaana
chaaho to humko aazmaana
hum yaar-baaz hum jaal-saaz
hum ishq-baaz dilwaale
kehte hain humko pyar se india waale
chhu lete dil ke taar se india waale
har jeet cheen le haar se indiawaale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale

yun toh seedhe bade..
kabhi chahein to hathon se lete laqeerein chura
o.. humko parwaah nahi
jo bhi kehta hai, kehne de jag ye bhala ya bura
jaisi bhi marzi ho humaari
karte hain aisi hoshiyaari
par dil se yaar jo le pukaar
to jaan nisaar kar daale
kehte hain humko pyar se india wale
chhu lete dil ke taar se india wale
har jeet cheen le haar se indiawaale
dushman ke chakke chhuda de hum indiaawale
ungli pe sabko nachaa dein hum indiawaale

aankhon ki aankhon ki chaabi se
thoda betaabi se chupke se khole dilon ke taale
jaan dete, usko jahaan dete
apna imaan dete jiski bhi baahe gale me daale

duniya se humko kya le jaana
yaaron ke dil mein ho thikana
humein ek baar hota hai pyaar
ye laakh baar kehla le
kehte hain humko pyar se india wale
chhu lete dil ke taar se india wale
har jeet cheen le haar se indiawaale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale..
dushman ke chakke chhuda de, chhuda de...
ungli pe sabko nachaa dein...
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale..

Read More »