Add

Bollywood Movies

Latest Bollywood Songs

Singles

Latest Albums

Add

Ghazals Lyrics

Shankar
Showing posts with label Shankar. Show all posts

Nakhriley [Kill Dil]

Nakhriley [Kill Dil]


  • Kill Dil
  • Cast : Ranveer Singh, Govinda, Ali Zafar and Parineeti Chopra
  • Year : 2014
  • Singer : Ali Zafar, Shankar Mahadevan, Mahalakshmi Iyer
Nakhriley
lahu luhaan hua hai falak
yeh kaisa loha pighla hai
ek suraj doob gaya peeche
ek suraj saamne nikla hai

haan..
maana-waana ishq-vishq pe zor toh nahin
dil mein dum hai, haal-chaal kamzor to nahin
ishq ki chaal pe maat manzoor hai

arey o bandey mauqa hai
arey o chalne-walne ka mauqa hai
ho ishq mein jalke aag hui jab moz'zam hua
haan ishq me jalke aag hui to...

nakhriley.. nakhrile, nakhreele do rasheele
humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi
ho.. nakhriley, nakhriley do rasheele
humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi

o laawarishon ki na poocho
unka sagga ek dil hai

(..sargam..)

laawarishon ka na koi
haan unka bada ek dil hai

hai sajde mein aakhein wo uthayein
hum uske hain to jalwa dikhayein
hai sajde mein aakhein wo uthayein
hum uske hain to jalwa dikhayein
ho chhaliya chhal gaye, chhal gaye, chhal gaye wo naina

khatm kare jo haaye
bhasm kare jo hai
shaam bujhaye aur jalaye
kat jaaye ratiya, ratiyan, ratiya..
chal na raakh ho jaayein

arey o bandey mauqa hai
arey o chalne-walne ka mauqa hai
ho ishq me jalke aag hui to...

nakhriley.. nakhreele, nakhreele do rasheeley
humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi

haan...
dardile, dardile qisse saare dardile
dardile.. rishte saare dardile
yeh qisse saare.. dardile
ye rishte saare.. dardile
afsaane saare hote hain.. dardile

teri aankhon ki aab-o-hawa mein jeeun
teri maujoodgi ki fizaa mein jeeun
teri baaton se hum toh badal jaate hain
meri aankhon ke mausam badal jaate hain

ho mausam sardi, mausam garmi
sard bhi tu hai, garam bhi tu hai
aag lage, pyaas lage
pyaas lage, aag lage
jal jaane de... ho..

nakhriley.. nakhreele, nakhreele do rasheeley
humpe do nashiley naino ki..
aaha bochhar ho gayi

haan nakhrile, nakhriley do rashiley
humpe do nashile naino ki aaha bochar ho gayi

Read More »

Baawra [Kill Dil]

Baawra [Kill Dil]


  • Kill Dil
  • Cast : Ranveer Singh, Govinda, Ali Zafar and Parineeti Chopra
  • Year : 2014
  • Singer : Shankar Mahadevan, Nihira Joshi
Baawra
koi atka hua hai pal shayad
waqt mein pad gaya hai bal shayad
dil agar hai to dard bhi hoga
iska koi nahi hai hal.. shayad?

aa..
bujh gaye taare o yaara
aasaman kaala lage re
kuch bhi nazar naa aavey
ankhiyon me jaala lage re
dil waali naukri ne maara
o yaara, dil waali naukri ne maara

o.. meetha lage ab bhi wo yaaro
dardon ki tokri utaaro
dil waali naukri ne maara
o yaara, dil waali naukri ne maara

sweeta.. o sweeta
tere bin koylon se kaale kaale huey din
tere bin, tere bin, tere bin

o zindagi uljha hua sauda hai
umrein leta hai ik pal de kar
main bawra, baawra, main baawra (x2)

ho.. marne se mujhe koi dar to nahin
haan tere bin mushqil hogi
jeena bhi pade toh bhi mujhko
haan tere bin mushqil hogi
seene mein ishq ka
ik bujha sa diya
main toh leke chala

zindagi uljha hua sauda hai
umrein leta hai ik pal de kar
main bawra, baawra, main bawra
o... wo..

{.. sargam ..}

shaam hai toh shaam sahi
raat na hone dena
aas ki saans chalti rahe
maat na hone dena
jin aankhon mein neend nahin hai
unn aankhon me khwaab tha koi
khwaab wo, khwaab tum khone na dena
baawra, baawra, baawra..

zindagi uljha hua sauda hai
umrein leta hai ik pal de kar
main bawra, baawra, main baawra

zindagi uljha hua sauda hai
umrein leta hai ik pal de kar
dil bawra, baawra, dil baawra..

Read More »

Daiyaa Maiyaa [Kill Dil]

Daiyaa Maiyaa [Kill Dil]


  • Kill Dil
  • Cast : Ranveer Singh, Govinda, Ali Zafar and Parineeti Chopra
  • Year : 2014
  • Singer : Udit Narayan, Jaaved Jaffrey, Shankar, Rasika
Daiyaa Maiyaa
kaash tu pujari hota
aarti utari hoti
kafi rezgaari hoti teri thali me

ho.. kaash tu bhikari hota
cash ka byopari hota
kaudi na udhari hoti teri pyali mein

haath zara sa garam karo
bhai maal rako kuch aag
ghee ho na bhai, ghee ho na bhai
thoonk se chhonk na laage

haaye daiyya re, daiyya re
daiyya, daiyya, daiyya
mori maiyya re, maiyya re
maiyya, maiyya, maiyya (x2)

abey patjhad neeche to utar
rasta pakad ja ja ja bhai
agra ja bhai, apne yaar to aise hain
taj kharidne nikle hain
aur jeb mein chhutte paise hain
abey saanp ke bil zara door se mill
abey bijli ke bill aise kaanp na hill

k k k kill kill, d d d dil dil
k k k kill kill, d d d dil dil
kill kill, da da dil dil
k k k kill kill, d d d dil dil

arey kill dil, kill dil
kill dil, kill dil
oye kill dil, kill dil, kill dil, kill dil
ho kill, dil
ho kill, dil

ho sajna mat mat mat ban baawra
iss dil ka dil dil hi aasra
chhod-chhad ke sab dekh bhal ke
dil ki naukri kar le
chhed-chhad ke sab chhod chhad ke
dard ki takri bhar le

ho.. dard me jee le, dard me mar le
ab ke zindagi chak le

haaye daiya re, daiya re
daiya, daiya, daiya
mori maiya re, maiya re
maiyya, maiya, maiya (x4)

Read More »

Bol Beliya [Kill Dil]

Bol Beliya [Kill Dil]


  • Kill Dil
  • Cast : Ranveer Singh, Govinda, Ali Zafar and Parineeti Chopra
  • Year : 2014
  • Singer : Shankar, Siddharth Mahadevan, Sunidhi Chauhan
Bol Beliya
bol beliya, bol beliya, bol beliya
bol beliya, bol beliya, bol beliya

aaj gali se (bol beliya, bol beliya..)
jab woh guzre (bol beliya, bol beliya..)
darwaaze par (bol beliya, bol beliya..)
diya jalaa ke..

darwaze khol ke rakhna
koi laut aaye to
ho rasta bhool na jaayein
koi laut aaye to
saari saari raatein jagna (bol beliya, bol beliya..)
galiyan roshan rakhna (bol beliya, bol beliya..)
ho aane wala laut na jaaye

aaha.. aaj gali se (bol beliya, bol beliya...)
jab tum guzre (bol beliya, bol beliya...)
diye ne dekha (bol beliya, bol beliya...)
aankh jhapak ke..
sadiyan taap koyi ab ghar aaya hai
ankhiyan sooj gayi hain jee bhar aaya hai
saari saari raatein jagna
(bol beliya, bol beliya...)
galiyan roshan rakhna (bol beliya, bol beliya...)
ho aane wala laut na jaaye (bol beliya, bol beliya...)

ho laut ke aa, ki shiqayat na rahe
bewafaai ki rivayat na rahe
laut ke aa, laut ke aa..

o aazma le, ki shikaayat na rahe
aake jaane ki rivayat na rahe
aazma le, aazma le..

arrey aate aate aate aate mud ke na takna
jaate jaate jaate jaate ruk ke takna
ho aaj gali se (bol beliya, bol beliya...)
jab woh guzre (bol beliya, bol beliya...)
ho ho darwaze par (bol beliya, bol beliya...)
diya jala ke (bol beliya, bol beliya...)
darwaze khol ke rakhna koi laut aaye to
rasta bhool na jaayein koi laut aaye to
saari saari raatein jagna
(bol beliya, bol beliya...)

galiyan roshan rakhna (bol beliya, bol beliya..)
aane wala laut na jaaye...

Read More »

Kill Dil Title Song [Kill Dil]

Kill Dil Title Song [Kill Dil]


  • Kill Dil
  • Cast : Ranveer Singh, Govinda, Ali Zafar and Parineeti Chopra
  • Year : 2014
  • Singer : Sonu Nigam, Shankar Mahadevan
Kill Dil Title Song
tar-coal ki ek sadak par do saaye hain
andhere ki najaayaz aulaad hain shayad
ghoont ghoont khoon peekar dono pale hain shayad
paaon tale zameen hai naa sar pe aasmaan hai
zindagi kuchal gayi ye unki daastaan hai

waanw waanw.. waanw-waanw waanw
waanw waanw.. waanw-waanw waanw
waanw-waanw waaw-waaw-waaw.. x3
waanw waanw waanw...

taara... dekh taara..
aasmaan pe latka hai bechaara

yeh zameen.. gardish mein thi
ghoom, ghoom, ghoom ke maara yaara

hum bhi kahin.. latke nahin..
roko zameen..

do hi din ka hai tamaasha
pasha.. oo.. mere pasha.. oo..
yaar pasha..

jee bhar ke, jee mar le
aaj hai, aaj hai, aaj hai, aaj hai
kal kuch nahin

k k k kill kill, da da da dil dil
k k k kill kill, da da da kill dil (x3)

wow wow...

mehangi hai ye zindagi
koi chhota sauda nahi
oonchi khajuri hai ye
gamle ka paudha nahi

ho.. jaan bhi ye teri nahi
kal tak chali jaayegi
ghar bhi chala jaayega
jab ye gali jaayegi
jam ke jee'ne do, din chaar
le kam hi jee'le
peena pade toh gham hi peele tu tu tu...
tu yaara..

yaaron ki yaari'yaan zinda rahen'gi
taaro ki jhaadi'yaan naaka karen'gi
taaron ne paala hai to to to... tunu...

k k k kill kill, da da da dil dil
k k k kill kill, da da da kill dil (x3)

Read More »

India Waale [Happy New Year]

India Waale [Happy New Year]


  • Happy New Year
  • Cast : Shahrukh, Deepika Padukone, Abhishek Bachchan, Boman Irani, Sonu Sood & Vivaan Shah
  • Year : 2014
  • Singer : KK, Vishal, Neeti, Shankar
India Waale
ho maane ya koi maane na
yahaan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai
aise hain chaahe waise hain
arey jo bhi hain jaise hain
khud pe humein naaz hai

jaane na humko ye zamaana
chaaho to humko aazmaana
hum yaar-baaz hum jaal-saaz
hum ishq-baaz dilwaale
kehte hain humko pyar se india waale
chhu lete dil ke taar se india waale
har jeet cheen le haar se indiawaale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale

yun toh seedhe bade..
kabhi chahein to hathon se lete laqeerein chura
o.. humko parwaah nahi
jo bhi kehta hai, kehne de jag ye bhala ya bura
jaisi bhi marzi ho humaari
karte hain aisi hoshiyaari
par dil se yaar jo le pukaar
to jaan nisaar kar daale
kehte hain humko pyar se india wale
chhu lete dil ke taar se india wale
har jeet cheen le haar se indiawaale
dushman ke chakke chhuda de hum indiaawale
ungli pe sabko nachaa dein hum indiawaale

aankhon ki aankhon ki chaabi se
thoda betaabi se chupke se khole dilon ke taale
jaan dete, usko jahaan dete
apna imaan dete jiski bhi baahe gale me daale

duniya se humko kya le jaana
yaaron ke dil mein ho thikana
humein ek baar hota hai pyaar
ye laakh baar kehla le
kehte hain humko pyar se india wale
chhu lete dil ke taar se india wale
har jeet cheen le haar se indiawaale
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale..
dushman ke chakke chhuda de, chhuda de...
ungli pe sabko nachaa dein...
dushman ke chakke chhuda de hum indiawale..

Read More »