- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Har Gosha Gulistan Tha Kal Raat Jahan Mein Tha
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
- lyrics by :Khalid Kuwaiti
Har Gosha Gulistan Tha Kal Raat Jahan Mein Tha
har gosha gulistan tha kal raat jahan mein thaek jashn-e-baharan tha kal rat jahan main tha
nagmen the havaon men jaduu tha fizaon men
har sans gazalfan tha kal rat jahan main tha
dariya-e-mohabbat men kashti thi javani ki
jazbat ka tuufan tha kal rat jahan main tha
mahatab tha bahon men jalve the nigahon men
har simt charagan tha kal rat jahan main tha