Add

Meri Ajab Hai Zindagi Kisi Se Kya Gila Karu [Jagjit Singh]




  • Artist : Jagjit Singh
  • Ghazal : Meri Ajab Hai Zindagi Kisi Se Kya Gila Karu
  • Singer : Jagjit Singh
  • Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
Meri Ajab Hai Zindagi Kisi Se Kya Gila Karu
meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karu
takder ruth jaye to mere khuda main kya karun

halat ne naseb me gham bhar diye hai is kadar
na manzilon ki kuch khabar main karwa ko kya karun

mil jaye duubne pe bhi akhir tu ek sahil kahin
tufan ki hai arzu tofan ki dua karun

manzil ki thi talash to garde safar mili mujhe
akhe baras padi meri kali ghata ko kya karun