Add

Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota [Jagjit Singh]




  • Artist : Jagjit Singh
  • Ghazal : Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota
  • Singer : Jagjit Singh
  • Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
  • lyrics by :Mirza Ghalib
Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota
na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota
duboya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota

hua jab gam se yun behis to gham kia sar ke katane ka
na hota gar juda tan se to zannon par dhara hota

hui muddat ke 'ghalib' mar gaya par yad ata hai
wo har ek bat pe kehna ke yun hota to kya hota