Add

Abhi Wo Kamsin Ubhar Raha Hai [Jagjit Singh]

  • Jagjit Singh
  • Genres : Classical Music, Ghazal, Playback singing
  • Occupations : Singer, Composer
  • Late : 1941 - 2011

Abhi Wo Kamsin Ubhar Raha Hai
Abhi wo kamsin ubhar raha hai
Abhi hai us par shabab adha
Abhi jigar mein khalish hai adhi
Abhi hai mujhpar itab adha

Mere sawal-e-wasl par Tum
nazar jhuka kar khade huye ho
Tumhi batao ye bat kya hai
Swal poora jawab adha

Laga ke lare pe le tu aya
Sheikh sahab ko maiqade tak
Agar ye do ghoont aj pi len
Milege mujhko sabab adha

Kabhi sitam hai kabhi karam hai
Kabhi tawajjo kabhi tagaful
Ye saf zahir hai mujhpa ab tak
Hua hoon main kamyab adha