- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Shayad Aa Jayega Saqi Ko Taras Ab Ke Baras
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
- lyrics by :Rai Rampuri
Shayad Aa Jayega Saqi Ko Taras Ab Ke Baras
shayad aa jayega saqi ko taras ab ke barasmil na payaa hai un ankhon ka ras ab ke baras
aisi chain thi kahan gham ki ghatayen pehle
han mere didaetar khuub baras ab ke baras
uff wo un madbhari ankhon ke chalakte hue jam
bad gai or bhi pine ki hawas ab ke baras
pehle ye kab tha ki wo mere hen main un ka hun
un ki yadon ne sataya hai to bas ab ke baras