- Artist : Jagjit Singh
- Ghazal : Sheikh Ji Thodi Si Pi Kar Aaye
- Singer : Jagjit Singh
- Late : 8-Feb-1941 to 10-Oct-2011
- lyrics by :Sudarshan Fakir
Sheikh Ji Thodi Si Pi Kar Aaye
sheikh ji thodi si pi kar aayemay ha kya shay phir hamen batlaiye
ap kyun hain sari duniya se juda
ap bhi dushman mere ban jaiye
kya hai acha kya bura bandanawaz
ap samajhen to hamen samajhaiye
jane di jiye aql ki baten janab
dil ki suniye aur pite jaiye