Add

Sare Badan Ka Khoon [Chitra Singh]




  • Artist : Jagjit Singh
  • Ghazal : Sare Badan Ka Khoon Pasine Mein Jal Gaya
  • Singer : Chitra Singh
Sare Badan Ka Khoon Pasine Mein Jal Gaya
sare badan ka khoon pasine mein jal gaya
itana chale ke jism hamara pighal gaya

chalathe ki gin rahe the musibat ke rat din
dam lene ham jo beth gaye dam nikal gaya

achcha hua jo rah men thokar lagi hamen
ham gir pade to sara zamana sambhal gaya

vahashat men ko_i sath hamara na de saka
daman ki fikr ki to gareban nikal gaya